dil me.n mere hai, be-qaraarii tumse, tuu hai gar aaspaas, to junuu.n tumse, jaa.uu.n duur to mai.n, jaa.uu.n kaise tumse, raahe.n merii sarii, mil jaatii hai tumse, tumse hii pyaar, takraar bhii hai tumse, guzartaa hai meraa, har lamha tumse, tumse hii pyaar, takraar bhii hai tumse, guzartaa hai meraa, har lamha tumse, ye dard mere hai.n saare kitne hasiin, jis me.n shaamil ho tum jaise ho KHushii, mere dil kii zamii.n pe jo khiltaa hai, tuu vo dhanak, KHvaabo.n me.n jo dikhtaa hai, har dam dil meraa tuu jo bahlaataa hai, ye siine me.n saa.ns ban ke tuu chaltaa hai, tumse hii pyaar, takraar bhii hai tumse, guzartaa hai meraa, har lamha tumse, tumse hii pyaar, takraar bhii hai tumse, guzartaa hai meraa, har lamha tumse, gar tum saath naa hote, KHaalii saa hotaa ye jahaa.n, gar tum baat naa karte, viiraa.n saa hotaa aashiyaa.n, jaatii jahaa.n pe ye nazare.n, dikhtii bas tanhaa.iyaa.n, ab to lagtaa hai jaise, kaa.inaat tumse yahaa.n, tumse hii pyaar, takraar bhii hai tumse, guzartaa hai meraa, har lamha tumse, tumse hii pyaar, takraar bhii hai tumse, guzartaa hai meraa, har lamha tumse,
जुनूँ – spirits
धनक - rainbow
आशियाँ - bird nest, residence, home
वीराँ - desert
काइनात - world, universe
© 2024 All Rights Reserved. Design by Sultanimator