LYRICS of Dil Men Na Jhaanke Koii

Romanised Title: Dil Men Na Jhaanke Koii
Singer & Composer : Ashish Kulkarni | Ankit Gautam
Author and Copyright Holder: Mahendra Dhirajlal Kamdar

Play

Hindi Lyrics English Lyrics

Urdu Lyrics Song Explanation

terii aa.nkho.n ke sivaa, dil me.n naa jhaa.nke ko.ii, mai.n jyuu.n haaraa huu.n dil, aise bhii naa haare ko.ii, haar kar dil jo mai.n jiitaa huu.n janam kii baazii, jiit kar baazii janam kii, naa yuu.n ta.Dpe ko.ii, terii aa.nkho.n ke sivaa, dil me.n naa jhaa.nke ko.ii, naa mile jiite-jii chaahe, ye janam me.n ham tum, ho janam or to naa ho sivaa tere ko.ii, gar ho tere sivaa to ho KHudaa aage ko.ii, merii aa.nkho.n ke sivaa, tujh ko naa dekhe ko.ii, terii aa.nkho.n ke sivaa, dil me.n naa jhaa.nke ko.ii, naa thii KHushbuu vo gulo.n kii, naa bahaare.n ko.ii, the KHayaalaat vo sab un ke, kyaa jaane ko.ii, hai mohabbat se ba.Daa naa yahaa.n tohfaa ko.ii, ye karishmaa hai KHudaa kaa jo naa samjhe ko.ii, terii aa.nkho.n ke sivaa, dil me.n naa jhaa.nke ko.ii, terii chaahat ke sivaa dil me.n naa chaahe.n ko.ii, terii baaho.n ke sivaa naa ho panaahe.n ko.ii, gar mohabbat ke sivaa or ho mazhab, kaafir, phir sivaa tere KHudaa or naa ho aage ko.ii terii aa.nkho.n ke sivaa, dil me.n naa jhaa.nke ko.ii,

Meaning of Some Words
     

ज्यूँ – like this
जनम – life, birth
बाज़ी – bet, game
जीते-जी – while alive
गुलों – roses
ख़यालात - thoughts
तोहफ़ा – gift
करिश्मा – divine phenomenon, miracle
चाहें - desires
पनाहें – shelters


Contact us

Jukox Music Private Limited

Registered Office

C-1901, Oberoi Sky City,
Dattapada Road, Borivali East,
Mumbai 400066, Maharashtra, India.

Corporate Office

A-206, Hari Om Plaza, M. G. Road,
Borivali East,
Mumbai 400066, Maharashtra, India.

DMCA.com Protection Status