apno.n kaa jahaa.n, hotaa hai vahaa.n, apno.n kaa jahaa.n, hotaa hai vahaa.n, ho pyaar kaa bayaa.n aankho.n me.n jahaa.n, pyaar ho terii saanso.n se ravaa.n, ham ko le chalo, pyaar ho jahaa.n, apno.n kaa jahaa.n, jahaa.n, jahaa.n, apno.n kaa jahaa.n, apno.n kaa jahaa.n, apno.n kaa jahaa.n, ko.ii naa ho aur duujaa darmiyaa.n, aankho.n me.n terii meraa aashiyaa.n, tere bin mile mujhe vo kahaa.n, hotaa bhii hai kyaa duujaa ko.ii makaa.n, ko.ii naa ho aur duujaa darmiyaa.n, aankho.n me.n terii meraa aashiyaa.n, tere bin mile mujhe vo kahaa.n, hotaa bhii hai kyaa duujaa ko.ii makaa.n, jab hosh milaa TuuTaa baadbaa.n, hai kahaa.n tuu ae mere ham-rahaa.n, mere ham-rahaa.n, jab hosh milaa TuuTaa baadbaa.n, hai kahaa.n tuu ae mere ham-rahaa.n, tuufaa.n hii thaa bas meraa kaarvaa.n, dil hii meraa shaayad thaa naa-tuvaa.n, ham ko le chalo, pyaar ho jahaa.n, apno.n kaa jahaa.n, jahaa.n, jahaa.n, apno.n kaa jahaa.n, apno.n kaa jahaa.n, apno.n kaa jahaa.n, ko.ii naa ho aur duujaa darmiyaa.n, aankho.n me.n terii meraa aashiyaa.n, tere bin mile mujhe vo kahaa.n, hotaa bhii hai kyaa duujaa ko.ii makaa.n, ko.ii naa ho aur duujaa darmiyaa.n, aankho.n me.n terii meraa aashiyaa.n, tere bin mile mujhe vo kahaa.n, hotaa bhii hai kyaa duujaa ko.ii makaa.n, puuchho tum mujhe, mujh ko hai pataa, hotaa hai kyaa ye rishto.n kaa nashaa, vo du'aa kare aur mile silaa, mai.n du'aa karuu.n aur vo ho KHudaa, apno.n kaa jahaa.n, jahaa.n, jahaa.n, apno.n kaa jahaa.n, apno.n kaa jahaa.n, apno.n kaa jahaa.n,
बयाँ – expression
रवाँ – flowing
दूजा - another
दरमियाँ - in between
आशियाँ, मकाँ – residence
बादबाँ – mast or sail of a ship
हम-रहाँ – one who co-travels
तूफ़ाँ – storm
कारवाँ – caravan
ना-तुवाँ – weak
© 2024 All Rights Reserved. Design by Sultanimator