sapno ka jahaa.n, milta hai vahaa.n, sapno ka jahaa.n, milta hai vahaa.n, hotaa karvaa.n, phuulo.n ka jahaa.n, hote hai.n tere qadamo.n ke nishaa.n, ham ko le chalo, jaanaa hai vahaa.n, sapno ka jahaa.n, jahaa.n, jahaa.n, sapno ka jahaa.n, sapno ka jahaa.n, sapno ka jahaa.n, niilaa paanii aur niilaa aasmaa.n, raato.n me.n sitaaro.n pe aashiyaa.n, Dhuu.nD ne use jaae.n to kahaa.n, hotaa bhii hai kyaa aisaa ko.ii jahaa.n, niilaa paanii aur niilaa aasmaa.n, raato.n me.n sitaaro.n pe aashiyaa.n, Dhuu.nD ne use jaae.n to kahaa.n, hotaa bhii hai kyaa aisaa ko.ii jahaa.n, jab nii.nd khulii dekhaa ye jahaa.n, hai kahaa.n ye vo KHvaabo.n saa jahaa.n, KHvaabo.n saa jahaa.n, jab nii.nd khulii dekhaa ye jahaa.n, hai kahaa.n ye vo KHvaabo.n saa jahaa.n, KHvaabo.n kaa thaa bas gahraa ek kuvaa.n, ham ko hii thaa shayad ko.ii gumaan.n, ham ko le chalo, jaanaa hai vahaa.n, sapno ka jahaa.n, jahaa.n, jahaa.n, sapno ka jahaa.n, sapno ka jahaa.n, sapno ka jahaa.n, niilaa paanii aur niilaa aasmaa.n, raato.n me.n sitaaro.n pe aashiyaa.n, Dhuu.nD ne use jaae.n to kahaa.n, hotaa bhii hai kyaa aisaa ko.ii jahaa.n, niilaa paanii aur niilaa aasmaa.n, raato.n me.n sitaaro.n pe aashiyaa.n, Dhuu.nD ne use jaae.n to kahaa.n, hotaa bhii hai kyaa aisaa ko.ii jahaa.n, ko.ii ho 'ataa, pyaar ke sivaa, gar ho to mohabbat ka ho KHudaa, tu du'aa kare aur mile silaa, mai.n du'aa karuu.n aur tu ho KHudaa, sapno ka jahaa.n, jahaa.n, jahaa.n, sapno ka jahaa.n, sapno ka jahaa.n, sapno ka jahaa.n,
कारवाँ - caravan
निशाँ – mark, sign
आशियाँ – home, nest
कुवाँ – well
गुमाँ – doubt
'अता – gift
सिला – reward
© 2024 All Rights Reserved. Design by Sultanimator